Masha Allah, You are truly a teacher and guide of today's modern Muslims. We are all thankful to you for guiding us. May Allah keep you healthy and happy.
Assalamualaikum Hazrat G Allah taala mere mumtaaziyat ke haami Hazrat G ko lambi aur khoobsurat zindagi ata farmaye aur hum sab par aapke saaye ko qayem o dayem farmaye Summa ameen Ek baat kahni thi Hazrat G aapki Har baat mujhe aise haal mein dakhil kar deti hai jahan sirf riqqat e qalb aur aansoo hote hain Jab koi baat dimaag nhi samajh paata to mujhe nhi pata kaise mera dil uski Haqeeqat ki mithas mujhe chakha deta hai. Aisa kaise mumkin hai..Hazrat g
Salam Hazrat, Ap ka bayan sun kr jitna sukoon milta h us se kahin zyada dil toot jata h jb ap jese insan k bayan se pehly add chalty h jis se dunya parasti ki boo aati h. Agr ye such h to ap ko smjhany ka koi faida nahi q k seekhy ko sikhana jahalat h aur agr ap munafiq ya dunya dar nahi hen to ap se iltija h k apne channel ko non commercial kr den ya phir rohaniyat ki jaga koi aur topic ikhtiyar kr lijiye. Please agr ap shaitan ka sb se maqbool bahana pesh kren ge k is se hone wali income ko deeni kam men kharch krun ga to men ap se itifaq nahi kr skta q k mere ilm k mutabiq aj tk kisi Nabi ya darvesh ne deen ki taleem se income hasil kr k deen ki tarveej nahi ki aur agr kbi ki bi ho gi to neem nangi aurton se banny wali adds se nahi. Men ap ko ye same msg bar bar krta rahun ga jb tk k ap ka koi reply na aa jaye ya ap ka channel non commercial na ho jaye. 40 bar ap ko ye msg krun ga us k bad nahi. Agr ap ne is ko sanjeeda nahi liya to hoz e kausar pe ap ka girebaan mere hath men ho ga. Allah ham sab par reham farmaye.
" وعلیکم السلام. میرا اس چینل سے مشورے سے بڑھ کر کوئی تعلق نہیں ہے. البتہ آپ کی بات مناسب ہے. اس کی تائید کروں گا. تاہم ایک عرض ہے. نصیحت خدائی فوجدار بن کر نہیں کرنی چاہیے. اس میں کبر کا اندیشہ ہے. اپنی فکر کیجیے." احمد جاوید بقلم خود
Omg! You really need to have a chill pill! Wtf is wrong with you! You should better know that RUclips channels have advertisements even if they're not monetized! & I'm sure this one is not! This update came after the renewal of an earlier RUclips policy.
Mere Mohtaram Ustad ki Nyyat aur Amal tumhe Sahih-Ilm transfer karne me bilkul Sahih he. Tumhe mere Ustad ka Iqhlas nazar nahi aata bs wo ads hi nazar aate hein. Buhat kum-zarf ho aur chote-zehn k malik ho aur Ehssan-faramosh bhi. Aur Ilm ki qadar se na-bald ho. May Allah guide you. Allah mere Ustad-sahab ko Salamat rakhe.
جاوید صاحب، میں آپ کے علم وفکر سے مستفیض ہونا چاہتا ہوں لیکن آپ کی شوقین اردو آڑے آلاتی ہے۔ کیا آپ مولانا ایوب رھلوی کی اردو زبان میں کلام کر سکتے ہیں؟
الحمد للہ احمد جاوید صاحب کو سن کر اللہ پر ایمان اور ایمان کے عملی تقاضے پورے کرنے پر دل و ذہن مزید convince ہو جاتے ہیں اللہ ان کا سایہ ہمارے سروں پر سلامت رکھے آمین
Masha Allah, You are truly a teacher and guide of today's modern Muslims.
We are all thankful to you for guiding us. May Allah keep you healthy and happy.
عاشق زحمت نہ اٹھائے تو وہ ابھی نامکمل عاشق ہے واہ واہ واہ
شعور حالتِ یقین میں۔ انشا ء اللہ
Assalamualaikum Hazrat G
Allah taala mere mumtaaziyat ke haami Hazrat G ko lambi aur khoobsurat zindagi ata farmaye aur hum sab par aapke saaye ko qayem o dayem farmaye
Summa ameen
Ek baat kahni thi Hazrat G aapki Har baat mujhe aise haal mein dakhil kar deti hai jahan sirf riqqat e qalb aur aansoo hote hain
Jab koi baat dimaag nhi samajh paata to mujhe nhi pata kaise mera dil uski Haqeeqat ki mithas mujhe chakha deta hai.
Aisa kaise mumkin hai..Hazrat g
Unity of perspective through faith and making faith as condition for being, Sure sure
شکریہ سر۔ شکریہ
قُلْ اَعُوْذُ بِرَبِّ النَّاسِ
السلام علیکم حضرت زبان کے انسانی فہم میں سہولت/اجنبی زبان سے فہم میں دشواریوں پے ایک لیکچر دیجیئے
السلام علیکم حضرت زبان کے انسانی فہم/اجنبی زبان سے فہم میں دشواریوں پے ایک لیکچر دیجیئے
Passion کی طغیانی واہ جی واہ
Is he the teacher of Khuram ilahi? He praised him so much so i searched for him.
Yes.
❤
Ustad ji ko mera Slam
Aap se Milne ki aarju/aarjoo hai. Yeh kab Puri hogi... Ustad ji kro apni mehar
Dr. Halwinder Singh From Punjab India
Salam Hazrat,
Ap ka bayan sun kr jitna sukoon milta h us se kahin zyada dil toot jata h jb ap jese insan k bayan se pehly add chalty h jis se dunya parasti ki boo aati h. Agr ye such h to ap ko smjhany ka koi faida nahi q k seekhy ko sikhana jahalat h aur agr ap munafiq ya dunya dar nahi hen to ap se iltija h k apne channel ko non commercial kr den ya phir rohaniyat ki jaga koi aur topic ikhtiyar kr lijiye. Please agr ap shaitan ka sb se maqbool bahana pesh kren ge k is se hone wali income ko deeni kam men kharch krun ga to men ap se itifaq nahi kr skta q k mere ilm k mutabiq aj tk kisi Nabi ya darvesh ne deen ki taleem se income hasil kr k deen ki tarveej nahi ki aur agr kbi ki bi ho gi to neem nangi aurton se banny wali adds se nahi. Men ap ko ye same msg bar bar krta rahun ga jb tk k ap ka koi reply na aa jaye ya ap ka channel non commercial na ho jaye. 40 bar ap ko ye msg krun ga us k bad nahi. Agr ap ne is ko sanjeeda nahi liya to hoz e kausar pe ap ka girebaan mere hath men ho ga. Allah ham sab par reham farmaye.
" وعلیکم السلام. میرا اس چینل سے مشورے سے بڑھ کر کوئی تعلق نہیں ہے. البتہ آپ کی بات مناسب ہے. اس کی تائید کروں گا. تاہم ایک عرض ہے. نصیحت خدائی فوجدار بن کر نہیں کرنی چاہیے. اس میں کبر کا اندیشہ ہے. اپنی فکر کیجیے." احمد جاوید بقلم خود
Omg! You really need to have a chill pill!
Wtf is wrong with you!
You should better know that RUclips channels have advertisements even if they're not monetized! & I'm sure this one is not!
This update came after the renewal of an earlier RUclips policy.
😂😂😂Kay baat hain aap ke ...soorj ko thokne se khud ka chra he aloodah hoga
Allah mere ustad shab ko salamt rakhe
Mere Mohtaram Ustad ki Nyyat aur Amal tumhe Sahih-Ilm transfer karne me bilkul Sahih he.
Tumhe mere Ustad ka Iqhlas nazar nahi aata bs wo ads hi nazar aate hein. Buhat kum-zarf ho aur chote-zehn k malik ho aur Ehssan-faramosh bhi. Aur Ilm ki qadar se na-bald ho.
May Allah guide you.
Allah mere Ustad-sahab ko Salamat rakhe.
Aap ki wajood par sirf afsoos hi kiya ja sakta hai
جاوید صاحب، میں آپ کے علم وفکر سے مستفیض ہونا چاہتا ہوں لیکن آپ کی شوقین اردو آڑے آلاتی ہے۔ کیا آپ مولانا ایوب رھلوی کی اردو زبان میں کلام کر سکتے ہیں؟
Kuch terminology hi mushkil hoti hai. Internet par un terminology ko search karein. Aur khud se bhi sochein. Shuru mai mere saath yahi masla tha.
Too many preachers and reformers but the only progress is a steady decline and constant regress in the most basic forms of human decency.
mushkil guftguuu . . . . .
کچھ سمجھ میں آیا؟
الحمد للہ احمد جاوید صاحب کو سن کر اللہ پر ایمان اور ایمان کے عملی تقاضے پورے کرنے پر دل و ذہن مزید convince ہو جاتے ہیں اللہ ان کا سایہ ہمارے سروں پر سلامت رکھے آمین
@@ShakirUllahMohmandAmeen